ghar ghar mein hai!
Tiranga khule maan se
Lahrane ki kushiiii,
Azaadi ka mahotsav aane ki kushiiii,
Jan jan mein hai
ghar ghar mein hai!
Apno ke saath
Desh ke har ghar ke saath,
Azaadi ka eshaaas
Har sapna sach hone ka vishwaas
Jan jan mein hai
ghar ghar mein hai!
Jan jan mein hai
ghar ghar mein hai!
Tiranga khule maan se
Lahrane ki kushiiii,
Azaadi ka mahotsav aane ki kushiiii,
Jan jan mein hai
har ghar ghar mein hai!
#Azaadi ka Amrut Mahotsav, 75 years,
Happy Independence Day
#Har Ghar Tiranga
No comments:
Post a Comment