Likhna Tab Shuru!
Dil ne likhna tab shuru kiya
jab dimaag kisi calculation
mein busy thaaaa!
Dhoop toh bohot thi
par maan mein hawaoin
ka salaab thaaaa!
Kuch dil se likha
kuch dimaag ne Kanha,
likho ge toh, kaho ge toh
saara Jhana padegha,
saraa Jhana samjhega!
Bas shuru yuhi ho gaya
ek safar jindegi mein,
ehsaas jo khud kiya,
dusroo ko mahsuus jo kiya
bas likha diya, bas likh diya!
Dil ne likna tab shuru kiya
jab dimaag kisi calculation
mein busy thaaaaa!
*Worldpoetryday*
*How I started*
No comments:
Post a Comment