Kuch kar na du aisa
kuch kah na du vaisa,
ki soch mein aa jau
kyu kar diya kuch assa, vaisa!
Ye dil aur dimaag
ke beech ka hai jo
kar deta hai jhamela,
ye karu ya nahi,
ye kanhu ya nahi!
Bas beech ke baato mein
ho jata hai jhamela,
kuch kar na du aisa
kuch kah na du vaisa,
ki soch mein aa jau
kyu kar diya kuch assa, vaisa!
No comments:
Post a Comment