Dekha jo ek ne sapna,
maan liya thaan liya
sab ne usse apna!
Ek kadam jo chale woh (Modi)
sab ne thaam liya
sapne ko sach karne
mein haath unkaaa!
Badhe badhe itna
Saab saath milke,
ki ek ne dekha jo sapna
woh aaj sabne milke
mano kar hi liya pooora!
Dekha jo ek ne sapne
maan liya thaan liya
sab ne usse apana!
No comments:
Post a Comment