Hausala hai toh
fasla kuch bhi nahi,
hausala hai to raasta
aasan ya mushkil
ka sawaal hi nahi!
Hausala hai toh
fasla kuch bhi nahi!
Hausala ki udaan mein
Jupiter bhi door nahi,
hausla ke saath se
Everest bhi vishaal nahi!
Hausala hai to
fasla kuch bhi nahi!
No comments:
Post a Comment