Thursday, October 22, 2015

Thi Woh Ram-Leela ??

Mar ke bhi main jee gaya( Ravan),
Jee ke bhi mujhe yaad na rakha (Ram),
Thi toh woh Ram-Leela,
par Ravan ka raha raaj sada!

Dhoonde sab mein hum Ram sada,
Ravan apne maan ka dekhe na bhala!!

Mar ke bhi woh jee raha (Ravan),
Aur jee ke bhi je na raha (Ram ),
Khaite hai sab,thi woh Ram-Leela,
par dekho sach mein toh,
Ravan tha kabhi na maraa!

Mar ke bhi mein je gaya ( Ravan),
jee ke bhi mujhe yaad na rakha(Ram)!

No comments:

Beautiful Home

This idea was good, with step by step move, and Hand full with amazing Hilti tools, EBB’s execution turned  idea into something meaninful, E...